- From somebody….
Agar Woh zindagi mein ek baar fakat mera hota,,.
Toh main zamane ki kitabon se lafz e bewafa mita deta
2. From somebody….
Dawa ki talash me raha Dua ko chodkar…
main chal na saka duniya me khata’on ko chod kar…
hairan hun apne hasraton par ghalib…
har cheez maangi khuda se khuda to chod kar…
3. By Allama Iqbal…
Apne kirdar pe dal kar parda Iqbal…
Har shaks keh raha hai zamana kharab hai…
4. Anonymous…
Jab shouq ke liye waqt na mile……toh…..
samajh lena zindagi shuru ho gayi hai……
5. Ghalib…
yun to ghalat nahi chehron ka tassavur Ghalib…
Magar log waise bhi nahi jaise nazar aate hain
6. BY….
Itna aasaan nahi Shahar – e- mohabbat ka pata Ghalib…
khud batakte hain yahaan raah batane waale…
7. nothing is more peaceful than having no interest in others business…